120+ Long Distance Love Shayari Hindi | Heart Touching

long destence love shayari

Love becomes more meaningful when two hearts stay connected even with miles between them. In this collection of 120+ Long Distance Love Shayari Hindi, you will find heart touching lines that express true love, emotions, and the pain of missing someone special.

Whether you are looking for love shayari for long distance relationship in Hindi, long distance relationship shayari about true love, or missing long distance love shayari, this collection has the perfect words to express your feelings. You will also find beautiful distance love long shayari for him and emotional sher o shayari for long distance love in friends that describe the bond of love even when distance separates two hearts.

Long Distance Love Shayari Hindi

Juda ho tum, par hamesha ho mujhmein shaamil,
Faslon ke baad bhi, hamara ishq hoga kaamil.

जुदा हो तुम, पर हमेशा हो मुझमें शामिल,
फासलों के बाद भी, हमारा इश्क़ होगा कामिल।

Fasle dilon mein nahi, bas raaston mein hai,
tujhe mehsus karta hoon har pal in saanson mein.

फ़ासले दिलों में नहीं, बस रास्तों में हैं,
तुझे महसूस करता हूँ हर पल इन साँसों में।

Meelon ki doori hai, par tera pyar paas hai,
isliye ye rishta khaas hai.

मीलों की दूरी है, पर तेरा प्यार पास है,
इसलिए यह रिश्ता खास है।

Na tere kareeb hoon, na tujhse door,
bas dil mein basa liya hai tujhe zaroor.

ना तेरे करीब हूँ, ना तुझसे दूर,
बस दिल में बसा लिया है तुझे ज़रूर।

Door rahkar bhi tu mere dil ke paas hai,
teri yaadein hi to meri sabse badi saugat hai

दूर रहकर भी तू मेरे दिल के पास है,
तेरी यादें ही तो मेरी सबसे बड़ी सौगात हैं।

Read Also love shayari in bengali

Long Distance Love Shayari Hindi

Teri baaton se din ban jata hai,
aur teri yaadon se raat saj jati hai.

तेरी बातों से दिन बन जाता है,
और तेरी यादों से रात सज जाती है।

Zindagi mein tu door hai par ehsason mein paas hai,
tujhse hi meri har subah aur har raat hai.

ज़िंदगी में तू दूर है पर एहसासों में पास है,
तुझसे ही मेरी हर सुबह और हर रात है।

Door rahkar bhi tu meri jaan hai,
meri har khushi aur muskan hai.

दूर रहकर भी तू मेरी जान है,
मेरी हर खुशी और मुस्कान है।

Tujhse milne ki tadap har pal hoti hai,
ye mohabbat ab aadat si ho gai hai.

Long Distance Love Shayari Hindi

तुझसे मिलने की तड़प हर पल होती है,
ये मोहब्बत अब आदत सी हो गई है।

Door hokar bhi teri maujoodgi mehsus hoti hai,
tu paas nahi par dil mein basi hoti hai.

दूर होकर भी तेरी मौजूदगी महसूस होती है,
तू पास नहीं पर दिल में बसी होती है।

Long Distance Love Shayari In Hindi For Relationship

Har raat tujhe yaad karke sota hoon,
teri baaton mein hi khud ko khota hoon.

हर रात तुझे याद करके सोता हूँ,
तेरी बातों में ही खुद को खोता हूँ।

Naa jaane kis tarah ka ishq nibha rahe hai ham,
paas rah nahi sakte phir bhi saath nibha rah hai ham.

न जाने किस तरह का इश्क निभा रहे हैं हम,
पास रह नहीं सकते फिर भी साथ निभा रह हैं हम।

Kaash Meri Ek Khwahish Poori Ho Meri Ibadat Ke Bagair,
Woh Aakar Mujhe Apne Gale Laga Le Meri Ijaajat Ke Bagair.

काश मेरी एक ख्वाहिश पूरी हो मेरी इबादत के बगैर,
वो आकर मुझे अपने गले लगा ले मेरी इजाजत के बगैर।

Dooriyan hai hamare beech lekin dilo me hamare pyar hai,
Jeetenge ham hi ek din hogi in faslon ki haar hai.

दूरियाँ है हमारे बीच लेकिन दिलों में हमारे प्यार है,
जीतेंगे हम ही एक दिन होगी इन फासलों की हार है।

Long Distance Love Shayari In Hindi For Relationship

Hamen Seene Se Lagakar Hamari Sari Kasak Tum Door Kar Do,
Ham Sirf Tumhare Rah Jaye Hame Tum Itna Majaboor Kar Do.

हमें सीने से लगाकर हमारी सारी कसक तुम दूर कर दो,
हम सिर्फ तुम्हारे रह जाऐ हमें तुम इतना मजबूर कर दो।

Sachche pyar ke rishte kisi bahaane se kamjor nahi padte,
Chahe kitne bhi door rahe, par apne sanam ko nahi bhulate.

सच्चे प्यार के रिश्ते किसी बहाने से कमजोर नहीं पड़ते,
चाहे कितने भी दूर रहे, पर अपने सनम को नहीं भूलते |

Zindagi me jab aap se jyada aapki fikar koe karane lage,
To zindagi bahut khoobsurat ban jaati hain..

ज़िंदगी मे जब आपसे ज़्यादा आपकी फिक्र कोई करने लगे,
तो ज़िंदगी बहुत खूबसूरत बन जाती हैं…

Khuda Kare Wo Meri Mohabbat Jo Tere Naam Se Hai.
Wo Hajaar Saal Guzarne Pe Bhi Jawaan Hi Rahe.

Long Distance Love Shayari In Hindi For Relationship

खुदा करे वो मेरी मोहब्बत जो तेरे नाम से है,
वो हजार साल गुजरने पे भी जवान ही रहे।

Mera ishq auro jaisa nahi hoga
Tanha rahunga par sirf tera rahunga….!

मेरा इश्क औरों जैसा नहीं होगा
तन्हा रहूँगा पर सिर्फ तेरा रहूँगा….!

Tu Mil Gaya To Toh Tab Se MujhSe Naraj Hai Mera Khuda,
Kahta Hai Ke Wo Mil Gaya Jab Se Tu Ab Kuchh Mangta Nahi Hai.

तू मिल गया तो तोह तब से मुझसे नाराज है मेरा खुदा,
कहता है के वो मिल गया जब से तू अब कुछ मांगता नहीं है।

Long Distance Love Shayari In Hindi About True Love

Tujhe Khwabon Mein Pakar Mere Dil Ka Qaraar Kho Hi Jaata Hai,
Jitna Rokoon Is Dil Ko Tujhse Milne Ko Beqarar Ho Hi Jata Hai.

तुझे ख़्वाबों में पाकर मेरे दिल का क़रार खो ही जाता है,
जितना रोकूँ इस दिल को तुझसे मिलने को बेकरार हो ही जाता है|

Bhool jaata hoon main sab kuch jab juba pe tera naam aata hai,
Isee ehsaas ko duniya ne ise ishq ka naam diya hai.

भूल जाता हूँ मैं सब कुछ जब जुबा पे तेरा नाम आता है,
इसी एहसास को दुनिया ने इसे इश्क़ का नाम दिया है।

Saamne Baithe Raho Tum Mere, Tabhi Is Dil Ko Qaraar Aayega,
Jitnaa Dekhenge Hum Tumhein Utna Hi Hume Tum Par Pyar Aayega.

सामने बैठे रहो तुम मेरे, तभी इस दिल को करार आएगा,
जितना देखेंगे हम तुम्हें उतना ही हमे तुम पर प्यार आएगा।

Main Waqt Ban Jaaun Tu Ban Jaana Koi Lamha,
Main Tujhnme Gujar Jaaun Tu Mujhse Gujar Jana.

Long Distance Love Shayari In Hindi About True Love

मैं वक़्त बन जाऊं तू बन जाना कोई लम्हा,
मैं तुझमें गुजर जाऊं तू मुझसे गुजर जाना।

Roj Woh Khwab Mein Aate Hain Mujhese Gale Milne Ko,
Main Jo Sota Hoon Toh Jaag Uthhati Hai Kismat Meri Bhi.

रोज वो ख़्वाब में आते हैं मुझसे गले मिलने को,
मैं जो सोता हूँ तो जाग उठती है किस्मत मेरी भी।

Chaahe tum door ho mujhse, par hamesha mujhme shamil ho,
In faslon ke baad phir hamaara ishq hoga kaamil.

चाहे तुम दूर हो मुझसे, पर हमेशा मुझमें शामिल हो,
इन फासलों के बाद फिर हमारा इश्क होगा कामिल।

Meelon ki doori hai par tera ehsaas paas hai,
Sachche pyaar mein ye faasle bas ek andaaz hai.

मीलों की दूरी है पर तेरा एहसास पास है,
सच्चे प्यार में ये फासले बस एक अंदाज़ है।

true love shayari

Door rehkar bhi teri yaadein mujhse baatein karti hain,
Sachcha pyaar wo hai jo samay aur doori se na darti hai.

दूर रहकर भी तेरी यादें मुझसे बातें करती हैं,
सच्चा प्यार वो है जो समय और दूरी से ना डरती है।

Faasle bas raaston mein hain, dilon mein nahi,
Sachcha pyaar wo hai jo har doori sah leta hai.

फासले सिर्फ रास्तों में हैं, दिलों में नहीं,
सच्चा प्यार वो है जो हर दूरी सह लेता है।

Har subah teri yaadon se hoti hai,
Har raat teri khwahishon se sajti hai.

हर सुबह तेरी यादों से होती है,
हर रात तेरी ख्वाहिशों से सजती है।

Long Distance Love Shayari In Hindi For Him

Teri yaadon ka sahara hai mere dil mein,
Sachcha pyaar wo hai jo doori mein bhi apna pata batata hai.

तेरी यादों का सहारा है मेरे दिल में,
सच्चा प्यार वो है जो दूरी में भी अपना पता बताता है।

Dooriyon ne hamare pyaar ko kamzor nahi kiya,
Balki har pal ise aur majboot banaya.

दूरियों ने हमारे प्यार को कमज़ोर नहीं किया,
बल्कि हर पल इसे और मजबूत बनाया।

Dooriyaan jab bhi badhi to galatfahmiyan bhi badh gayin
Phir tumne woh bhi suna jo maine kaha hi nahi

दूरियाँ जब भी बढ़ी तो गलतफहमियाँ भी बढ़ गईं,
फिर तुमने वह भी सुना जो मैंने कहा ही नहीं।

Tu mujhse dooriyaan badhane ka shauk poora kar
Meri bhi zid hai, tujhe har dua mein maanguंगा

तू मुझसे दूरियाँ बढ़ाने का शौक पूरा कर,
मेरी भी ज़िद है, तुझे हर दुआ में मांगूंगा।

Man ki dooriyan kuch badh si gayi hain
Lekin tere hisse ka waqt aaj bhi tanha guzarta hai.

मन की दूरियाँ कुछ बढ़ सी गई हैं,
लेकिन तेरे हिस्से का वक्त आज भी तन्हा गुजरता है।

Khud ke liye ik saja mukarrar kar li maine,
Teri khushiyon ki khaatir tujhse dooriyaan chun li maine.

ख़ुद के लिए एक सज़ा मुक़र्रर कर ली मैंने,
तेरी खुशियों की खातिर तुझसे दूरियाँ चुन ली मैंने।

Long Distance Love Shayari In Hindi For Him

Mohabbat mein faasle bhi zaruri hain sahab,
Jitni doori utna hi gehra rang chadhta hai.

मोहब्बत में फ़ासले भी ज़रूरी हैं साहब,
जितनी दूरी उतना ही गहरा रंग चढ़ता है।

Dil se nikli hi nahi shaam judaai wali,
Tum to kehte the bura waqt guzar jaata hai.

दिल से निकली ही नहीं शाम जुदाई वाली,
तुम तो कहते थे बुरा वक्त गुजर जाता है।

Juda hue hain bahut se log, ek tum bhi sahi,
Ab itni si baat pe kya zindagi hairaan kare.

जुदा हुए हैं बहुत से लोग, एक तुम भी सही,
अब इतनी सी बात पे क्या ज़िंदगी हैरान करे।

Bichhad ke tujhse ajab vahshaton ne ghera hai,
Udaas rehta hai ye dil bhi jangalon ki tarah.

बिछड़ के तुझसे अजब वहशतों ने घेरा है,
उदास रहता है ये दिल भी जंगलों की तरह।

Juda kisi se, kisi ka gharaz habeeb na ho,
Ye daag woh hai ki dushman ko bhi naseeb na ho.

जुदा किसी से, किसी का घराज़ हबीब न हो,
ये दाग़ वो है कि दुश्मन को भी नसीब न हो।

Missing Long Distance Love Shayari In Hindi

Bahut bheed hai is mohabbat ke shahar mein,
Ek baar jo bichhda, wo dobara nahi milta.

बहुत भीड़ है इस मोहब्बत के शहर में,
एक बार जो बिछड़ा, वो दोबारा नहीं मिलता।

Jiski aankhon mein kati thi sadiyan,
Usne sadiyon ki judaai di hai.

जिसकी आँखों में कटी थीं सदियाँ,
उसने सदियों की जुदाई दी है।

Main samjha tha ki laut aate hain jaane wale,
Tu ne jaakar to judaai meri kismat kar di.

मैं समझा था कि लौट आते हैं जाने वाले,
तू ने जाकर तो जुदाई मेरी क़िस्मत कर दी।

Yeh hum hi jaante hain judaai ke mod par,
Is dil ka jo bhi haal tujhe dekh kar hua.

ये हम ही जानते हैं जुदाई के मोड़ पर,
इस दिल का जो भी हाल तुझे देखकर हुआ।

Itna betaab na ho mujhse bichhadne ke liye,
Tujhe aankhon se nahi, mere dil se juda hona hai.

missing love shyayari

इतना बेताब न हो मुझसे बिछड़ने के लिए,
तुझे आँखों से नहीं, मेरे दिल से जुदा होना है।

Ab ke kuch soch ke mujhe khud se juda karna,
Zindagi zulf nahi jo phir sanwar jaayegi.

अब के कुछ सोच के मुझे खुद से जुदा करना,
ज़िंदगी ज़ुल्फ़ नहीं जो फिर सँवर जाएगी।

Jaane kya samjha woh mujhe, jaane kya samjhi main usen
Faasla nazar aaya, kuch kadmon ke saath se

जाने क्या समझा वो मुझे, जाने क्या समझी मैं उसे,
फ़ासला नजर आया, कुछ कदमों के साथ से।

Mujhse dooriyaan banaakar to dekho
Phir pata chalega kitna nazdik hoon main

मुझसे दूरियाँ बनाकर तो देखो,
फिर पता चलेगा कितना नज़दीक हूँ मैं।

missing love shayari

Mujhse milne ko karta tha bahaane kitne,
Ab mere bina guzaarega wo zamaane kitne.

मुझसे मिलने को करता था बहाने कितने,
अब मेरे बिना गुज़ारेगा वो ज़माने कितने।

Zara kareeb aao to shayad humein samajh paao,
Yeh dooriyan to sirf galatfahmiyan badhaati hain.

ज़रा क़रीब आओ तो शायद हमें समझ पाओ,
ये दूरियाँ तो सिर्फ़ ग़लतफ़हमियाँ बढ़ाती हैं।

Kitna ajeeb hai ye falsafa zindagi ka,
Dooriyan batati hain nazdikiyon ki keemat.

कितना अजीब है ये फ़लसफ़ा ज़िंदगी का,
दूरियाँ बताती हैं नज़दीकियों की क़ीमत।

Sher o Shayari For Long Distance Love In Hindi For Friends

Dosti mein doori bas judai nahi,
Yaadon mein rehkar bhi paas hoti hai sachchai.

दोस्ती में दूरी सिर्फ़ जुदाई नहीं,
यादों में रहकर भी पास होती है सच्चाई।

Meelon ki doori hamare rishte ko kamzor nahi karti,
Sachche dost wahi hain jo dil mein hamesha rahte hain.

मीलों की दूरी हमारे रिश्ते को कमज़ोर नहीं करती,
सच्चे दोस्त वही हैं जो दिल में हमेशा रहते हैं।

Tum door ho, par dosti ki khushboo har pal saath hai,
Yaadein hi to hain jo dilon ko paas laati hain.

तुम दूर हो, पर दोस्ती की खुशबू हर पल साथ है,
यादें ही तो हैं जो दिलों को पास लाती हैं।

Juda hain hum, par har hansi mein tumhari yaad aati hai,
Sachcha dost wahi hai jo dil mein hamesha bas jaata hai.

जुदा हैं हम, पर हर हंसी में तुम्हारी याद आती है,
सच्चा दोस्त वही है जो दिल में हमेशा बस जाता है।

Dosti ka faasla bas doori hai,
Dilon ki doori nahi hoti kabhi.

दोस्ती का फ़ासला बस दूरी है,
दिलों की दूरी नहीं होती कभी।

love long shayari friendship

Door rehkar bhi dosti ki garmi mehsoos hoti hai,
Har yaad bas tumhare paas hi laut aati hai.

दूर रहकर भी दोस्ती की गर्मी महसूस होती है,
हर याद बस तुम्हारे पास ही लौट आती है।

Sachche dost kabhi door nahi hote,
Bas dil ki doori mitane ki aadat hoti hai.

सच्चे दोस्त कभी दूर नहीं होते,
बस दिल की दूरी मिटाने की आदत होती है।

Dooriyon mein bhi hansi hamari saath hai,
Yaadon mein hi sahi, par dosti hamesha paas hai.

दूरियों में भी हंसी हमारी साथ है,
यादों में ही सही, पर दोस्ती हमेशा पास है।

Tumhari yaadein hamesha mere dil mein rehti hain,
Dosti ka pyaar koi doori kam nahi kar sakti.

तुम्हारी यादें हमेशा मेरे दिल में रहती हैं,
दोस्ती का प्यार कोई दूरी कम नहीं कर सकती।

Hum juda hain to kya hua,
Dosti ki haqeeqat hamesha hamare paas hai.

हम जुदा हैं तो क्या हुआ,
दोस्ती की हकीकत हमेशा हमारे पास है।

Conclusion

Long distance relationships teach patience, trust, and the true meaning of love. These 120+ Long Distance Love Shayari Hindi are perfect for expressing emotions when words are hard to find. Whether you want to share missing long distance love shayari, heartfelt lines for your partner, or love shayari for long distance relationship in Hindi, these shayari will help you connect with your loved one even from miles away.

True love does not fade with distance; instead, it grows stronger with time and memories. Share these long distance love shayari Hindi with someone special and remind them that love always finds its way, no matter how far the distance is.

Similar Posts